Saturday, July 7, 2012

TANHAYI


Tanha hun main, tere bin
Sochu tumhe, sara din
O meri....Jaane jaan
Main tera Deewana

Aa meri baahon mein
Aa bhi jaa....
Yun naa mujhe tadpa
Yun naa mujhe tadpa

Roothi tu, jabse hai
Sookhi yeh Labsen hain
Aasun bhi tapke hain
Meri inn palkon se

Aa meri baahon mein
Aa bhi jaa....
Yun naa mujhe tadpa
Yun naa mujhe tadpa.

No comments: